6.vinay
Par 100 posts (V.I.P)
Ik dost main nay banaya tha
Dil main usay basaya tha
Usay acha sathi samjha tha
Usay hamdard apna jana tha
Per mujh ko ye maloom na tha
Dil ghair say us nay lagaya tha
Mujhay hamdardi ka dawa tha
Wo her dam mujh say nalan tha
Jab us ki nazar say milti thi
Meri nazar jhuk jati thi
Kuch keh bhi na sakta tha us ko
Zaban si uon ruk jati thi
Janay kia phir baat hoi
Wo mujh say uon naraz hoi
Sab gussa us ka bikhar gia
Phir bujhi bujhi si rehnay lagi
Usay sathi us ka chor gia
Dil kuch aisay us ka tor gia
Na meri hoi na us ki hoi
Yadon ka samaan chor gia
Chalo yaad saharay ji lain gay
Ye behtay aansoo pi lain gay
Per us ko kaisay bholoon main
Jisay ik acha dost he samjha tha
or ik acha dost he jana tha
Zindagi apni dukh bhari
Wo qaid samajh ker katay gi
Wo chahay mujh ko bhool chuki ho
Per main na us ko bhool sakoon ga
Dil main usay basaya tha
Usay acha sathi samjha tha
Usay hamdard apna jana tha
Per mujh ko ye maloom na tha
Dil ghair say us nay lagaya tha
Mujhay hamdardi ka dawa tha
Wo her dam mujh say nalan tha
Jab us ki nazar say milti thi
Meri nazar jhuk jati thi
Kuch keh bhi na sakta tha us ko
Zaban si uon ruk jati thi
Janay kia phir baat hoi
Wo mujh say uon naraz hoi
Sab gussa us ka bikhar gia
Phir bujhi bujhi si rehnay lagi
Usay sathi us ka chor gia
Dil kuch aisay us ka tor gia
Na meri hoi na us ki hoi
Yadon ka samaan chor gia
Chalo yaad saharay ji lain gay
Ye behtay aansoo pi lain gay
Per us ko kaisay bholoon main
Jisay ik acha dost he samjha tha
or ik acha dost he jana tha
Zindagi apni dukh bhari
Wo qaid samajh ker katay gi
Wo chahay mujh ko bhool chuki ho
Per main na us ko bhool sakoon ga