nick18_in
MP Guru
>koi pathar se na maare mere dewaane ko........
>koi pathar se na maare mere dewaane ko........
>koi pathar se na maare mere dewaane ko........
>nuclear power ka jamaana hai, bomb se udaa do saale ko.
>
>
>tuhaar chehraa moti samaan ..
>tuhaar chehraa moti samaan...
>moti hamaar kutte ka naam!!
>
>
>
>tere dar pe sanam hazar baar aayenge,
>tere dar pe sanam hazar baar aayenge.....
>ghanti bajayenge aur bhaag jayenge !!
>
>
>
>Mere marne ke baad mere doston,
>yu aansoo na bahana,
>Agar meri yaad aaye to,
>sidhe upar chale aana!!
>
>
>
>Tumko dekha to ek khyal aaya
>Tumko dekha to ek khyal aaya
>Tu! mhari saheli ko dekha to doosra khyal aaya!!